Descargar vídeo Duración: 4:45
From the movie Ankahee Lyrics: ek pal ke liye hi sahi ghadiya hamko mili makhmali pyar ki iss ek pal ko jee le zara lamhe yeh phir mile na mile kho jaane de sabhi duriya faasale aa dil mila le aur paas aa phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar chaand pehlu mein aake raat mulaayam hone lagi aaj shaayad hawa zara sa nasha hain ya hain kisiki jaadugari kaisa sitam hain paagal yeh mann hain marr jaane ko bol raha phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar phir kya ho kya khabar dekha hain kisne kal aa raat rok le phir ho na jaaye sehar
Ankahee - Lamha Singer: Babul Supriyo Music Director : Prittam Leading Cast : Hrishita Bhatt, Aftab Shivdasani, Amisha Patel, Esha Deol Year : 2006